Thursday, May 27, 2010

"KUCH BEMAANI SI YAADEIN........"


"GUZAR JAATI HAI ZINDAGI,WAQT KISI K LIYE RUKTA NHI,,
DIN AATEIN HAI CHALE JATE HAI,AASMA KISI K LIYE JHUKTA NHI..
REH JAATI HAI KUCH BEMAANI SI YAADEIN,WO DIN WO RAATEIN.."

YAADEIN....insaan ki zindgi me yaadon ka bda mahatwa hai..angrezi me ise memory khte hai.without memory is duniya me hmaari zindgi aisi nhi hoti kyunki memory hi hme progress yaani unnati ki rah pr le jati hai,,kal k kiye hue kaam ki yaadein hi hmare aaz k kaam ko aage bdha pati hai aur isise "manaw sabhyata "ka wikaas aaj is kadar sambhaw ho ska hai.inhi yaadon k sahare hm students widya arzan krte hai or success ki nyi nyi kahaniya likhte hai..ye to hua sikke ka ek pehlu ya yun kh skte hai positive pehlu,,pr sikke ka dusra pehlu v hai.
YAADEIN do tarah ki hoti hai,kuch meethi or kuch kdwi..achhi yaadein jahan khusiya aur milan ka prateek hai jo hmare galon pr barbas hi gaddhe faila jati hai whi kdwi yaadein hmare aankhon ko ashqo se bhar jati hai...
yha YAADON se mera matlab in kdwi yaadon se hi hai..ye bemaani si ,bematlab si yaadein hmare zindgi k safar ko itna bojhil bna jati hai jitna shayad aur koi cheez nhi bna pati..
insaan janwaron se alag apne sirf ek gun k karan hi hai aur wo hai "BHAWNA"jise angrezi me hm "SENTIMENTS",ya "EMOTIONS" khte hai.insaan v kai tarah k hote hai jisme kuch mujh jaise "BHAAWUK" or shi maayne me khu to "EMOTIONAL FOOL"hote hai,jinka hmsafar kewal unke aansu hi hua krte hai.aise logo k paas dimaag km aur jazbaat zyada hote hai,shi galat ka farq kr pana inhe aata hi nhi,isliye hr mod pr chhale jate hai ye mujh jaise log.aur fir har "HAAR" or har "DHOKHE" ki bematlab or bemaani si yaadon ko dil me saza k jeete hai ye mujh jaise log...

"NEENDE V MERI AANKHON SE CHURATI HAI YE YAADEIN,SO JAU TO KHWAABO ME V STATI HAI YE YAADEIN ,,KISI KO KHONE KA GAM V HAI YE YAADEIN ,,MERI SAANSO PR BDHTA EK BOJH V HAI YE YAADEIN"..mujhe jeene nhi deti hai ye bematlab,bemaani si yaadein.........

DOSTO,mera ab tk ka tazurba yhi khta hai sbkuch bnna pr kvi v "INNOCENT"n "EMOTIONAL"mt banna ,pr mai ye v galat hi kh rhi hu,,innocent n emotional koi bunta nhi hai ye to kisi kisi k lahu me daudta hai jise kitni kosiso k baawzud v eradicate nhi kiya ja skta,,fir v isse bachke rhna ,,better take vaccination if possible....
both r "USELESS HUMAN VIRTUES" jiska ye duniya ek hi hasra krti hai or wo hai "MAZAK".aise mujh jaise log "dhokha prone" hote hai so inke liye ek hi suggestion hai....infact seekh hai ki
"NEVER TRUST NYONE IN LYF,do build acquaintances z u move along,but never make ny BEST FRND,never listen to ur heart,never cry before others,
jst try to becum HARD CORE ROBOT ".
fir v "GAR SATAYEIN YE BEMAANI SI YAADEIN ,TO KHAAMOSI ME PALKEIN BHEEGON LENA,,
aur fir jee bhar kr MUSKURA lena KVI KHUD PE aur KVI IN BEMATLAB si yaadon pe"...

Friday, May 7, 2010

YOU WERE BORN AN ORIGINAL,DNT DIE A COPY...


wat counts most in someone's lyf z his/her originality..we all r born ORIGINALS but by d end f r lyf,we usually die a COPY...
d essence f lyf lies in SELF-INTERVIEW,SELF-REALIZATION.GOD has gifted all of us with a spirit,a soul,dat z as pious z it can be..it guides rathr govern r actions to n extent in ds world n creates a sense f HUMANITY.
wat we want frm r lyf????d ultimate thing z HAPPINESS......
FOR HAPPINESS ,people seek diifferent paths,dey start imitating d lyfstyles f a rich, a so called successful, a glamourised personality nd in deir attempt to do so,,lose deir individualism.dey end up in killing deir spirit,,and with all name,fame,money.....cud still cudnt quench their thirst f happiness......
happiness lies wen a prsn goes in synchronism wid d directions f his/her soul...
so we shud alwaz "TRY TO BE FIRST RATE VERSION OF URSELF DAN TO BE A SECOND RATE VERSION OF OTHERS".....

Wednesday, May 5, 2010

"SAPNO SE DIL LAGANE KI AB AADAT NA RHI...."



"Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi
`"

zindagi kvi mere liye mere khwaabo ka aashiyana hua krti thi,zindgi ne mujhe khwaabo ko bunna v sikhaya,aur use todkar rona v.sapno ki duniya jaha phulon ki sez hai,whi hqiqat iske ulat kaanto bhra rasta..khwaab,khusi or hausla jb teeno ne hi mera daaman chhod diya,,tb ehsaas hua ki i m no more a doll,no more a gudiya...i m jst neha who hv to metamorphose one day into proxima...
uske liye,,jb haqiqat ki sarzameen pr kadam rkha,,to wahan aansuon ka sailaab mila jise paar krne k liye muskurahat ki kashti ki sakht zarurat thi pr muskurane k liye wazah,,is zindgi k chand lamho se hi to churana tha..
kal tk jis gudiya ko ruth jaane ki aadat thi,,aaj wo hazar dard aatmshaat krk v jhooti muskaan chehre pr liye firti hai,,ye kya zindgi ki kroorta ,kathorta nhi hai???isiliye to gudiya ne ab sapno se dil lgane ki aadat ko chhod diya hai,,kyunki sapne dil nhi balki dimaag se pure hote hai,,ye ab use pta chal chuka hai....
dil aur dard ka rishta purana hai,,aur uske liye ab "expedition to life" "quest for excellence" hai nd success will run lyk nythng behind excellence.......
so safar zindgi ka safar shi maayne me ab suru hai,,
lets wait n watch d game b/w her n zindgi....
lets c hw far c cud unfold it's mystery...........

Monday, May 3, 2010

WELL,COME TO MY ZONE,...............


Hiiii!!!!!
well,,swagat hai meri duniya me aapka.....
is blog ko create krne k pichhe ek hi maksad hai mera,,aur wo ye hai ki "ZINDAGI i.e. LIFE k ab tak na jaane kitne definitions bhare pde hai kitaabo me,kahaniyo me,to kyu naa,,ise explore krte hai,kyu na iske secret ko unfold krne ki ek chhoti si kosis ki jaye.
To dosto safar to suru hi tha,,pr aaj se is safar ko shabdo me pirone ki kosis krti rhungi.
keep in touch.........
bbye.......